Malala Yousafzai
Malala
Yousafzai ek Pakistani mahila hai jo education aur girls' rights ke liye
prasiddh hai. Unka janm 12 July 1997 ko Swat Valley, Pakistan mein hua tha.
Malala ka ek bahut hi mahatvapurna karan hai jo unko motivate karta hai – wo
hai unki ishtihar aur dridh sankalp girls' education ko lekar.
Malala
ka pramukh motivation unki khud ki anubhav aur samaj mein badlav laane ki ichha
hai. 2007 mein Taliban ke dabaav ke bawajood, Malala ne education ke adhikar ke
liye samarpit rahne ka faisla kiya. Usne apne blog ke madhyam se duniya ko apne
anubhav aur soch ka pata diya. Uske ishtihar ne usko global manch par le gaya
aur uska prayaas puri duniya mein prashansaniya hua.
Malala
Yousafzai ki kahani se ek mahatvapurna seekhne ka sikh milta hai – ki ek vyakti
apne iraade mein dridh rahe, samaj mein sudhar laane ki disha mein soche, aur
himmat se samna kare, to wo asambhav ko bhi sambhav bana sakta hai.
.png)
.jpg)
0 Comments